Pages

!!!!!!!!!!!

wo kahta tha
main tumhain
KABHI NAHI CHORUN GA
OR main sochti thi
kia waqai wo mujhay kabhi nahi chore ga
Aj
jab ham bichre
tu waqai us ne
apna irada such kar dikhaya
aj
wo bichra
tu ese bichra
k
usne mujhay
KAHIN KA NA CHORA ..!!!!

2 comments:

Anonymous said...

ohhh sad

Anonymous said...

us ne se pocha
muj se bichar k
udas to nai ho gay???
mujy yad karo gay???
meri batein yad ayen gi???
mein ne bahut etimad se kaha tha
nai, mein tumary bicharny k ba'ad
udas nai hon ga,
tumari batein yad nai karon ga,
tumein b bhol jaon ga,
agar yad karon ga to phir zindagi ka safar kaisy katy ga???
par
aj mujy shiddat se ehsas
ho raha hay
us k beghair zindagi karna kitna namumkan hay na!!!


friend loster.

Share