Pages

na shikayatain na gila karay
koi esa shkhs hua karay
jo mere liye hi saja karay
jo mere liye hi bana karay


kabhi roye jaye wo bepanah
kabhi betahasha udas ho
kabhi chupk chupk dabe qadam
mere pichay a k hansa karay


meri furqatain meri chahatain
koi yaad rakhay qadam qadam
main baray tawil safar main hun
meri wapsi ki dua kare

1 comment:

Admin said...

Dear Sister,
Main aisay shakhs ko to nahi jaanta ke jo apki wapsi ki dua karta hai,
laikin mera ek blog hai jahan se ap is tawil safar ke duran guzreen theen,

woh zarur apki wapsi ki khamosh dua kar raha hai.
wapsi ke liay yahan Click kejiay ! Thanks in advance.

Share